Teree Inn Adaon Ne Lyrics | Jaanam | Udit Narayan | Unknown

Teree Inn Adaon Ne Lyrics | Jaanam | Udit Narayan | Unknown

Teri in adaon ne
Teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya
Jeeye ham kis tarah janam
Jeeye ham kis tarah janam
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya
Jeeye ham kis tarah janam
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne

Julfo me tera chehra hai janam
Chand badli me jaise
Tu muskuraye to maine jana
Phul khilte hain kaise
O janeja sharma na aise
Mujhse najar chura na aise
Teri in adaon ne haye
Teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya
Jeeye ham kis tarah janam
Jeeye ham kis tarah janam
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne

Tere badan ki mastani khushbu
Pyar dil me jagaye
Har khwab mera ho jaye saccha
Tu jo baaho me aaye
Dil ki lagi dikhau tujhko
Aa pyar mai sikhau tujhko
Teri in adaon ne haye
Teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya
Jeeye ham kis tarah janam
Jeeye ham kis tarah janam
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne is dil ko ghayal kar diya
Jeeye ham kis tarah janam
Jeena hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *