Teri Duniya Me Nahi Koyi Hamara Apna
Besaharo Ko Jara De De Sahara Apna
De De Sahara Apna
Teri Duniya Me Nahi Koyi Hamara Apna
Besaharo Ko Jara De De Sahara Apna
De De Sahara Apna
Dil Ke Manjar Me Nigaho Me Ujale Hai Tere
Tere Godi Ke Ye Bacche Hai Jo Khale Hai Tere
Tu Hi Himmat De Chahane Wale Hai Tere
Tu Hi Apna Le Hame Gaate Hai Teri Rachana
Besaharo Ko Jara De De Sahara Apna
De De Sahara Apna
Roj Lete Hain Tera Naam Jiye Jate Hain
Pyas Lagati Hai Toh Aansu Hi Piye Jate Hain
Ham Bure Hi Sahi Lekin Tere Kehlate Hain
Tu Daya Ki Hai Nadi Tu Hai Kinara Apna
Besaharo Ko Jara De De Sahara Apna
De De Sahara Apna
Rup Lakho Hain Tere Hu Koyi Majbur Nahi
Koyi Jarra Nahi Jisme Ke Tera Nur Nahi
Apne Bando Se Kisi Hal Me Tu Dur Nahi
Tu Dur Nahi
Tune Har Kam Jo Bigada Woh Sanwara Apna
Besaharo Ko Jara De De Sahara Apna
De De Sahara Apna
Aaye Tufan Jo Garibo Ko Mitane Ke Liye
Aaye Tufan
Aaye Tufan Jo Garibo Ko Mitane Ke Liye
Aaye Mushkil Jo Yatimo Ko Satane Ke Liye
Apne Bachcho Ko Tu Aa Jana Bachane Ke Liye
Apne Bachcho Ko Tu Aa Jana Bachane Ke Liye
Bachane Ke Liye
Bachane Ke Liye
Apne Bachcho Ko Tu Aana Bachane Ke Liye
Apne Bachcho Ko Tu Aana Bachane Ke Liye
Teree Dooniya Me Nahi Koyi Hamara Apna Song Lyrics from the movie/album Barood released in the year 2018 starring Sheikh Mukhtar, Kumkum. The song Teree Dooniya Me Nahi Koyi Hamara Apna was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by Aspi Azad. The music was given by Khayyam. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri
Share your thoughts