Tere Tire Najar Ka Balam Dil Nishana Huwa Lyrics | Bhagam Bhag | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | O P Nayyar

Tere Tire Najar Ka Balam Dil Nishana Huwa Lyrics | Bhagam Bhag | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | O P Nayyar

Tere tire najar ka
Balam dil nishana huwa
Teri meri mohabbat ka
Aj ek fasana huwa
Nam sunate hi tera sanam
Mai diwana huwa
Tujhko dil me basaye huye
Ek jamana huwa

Balama teri najar se
Najar jo mili
Phul banane lagi
Mere dil ki kali
Balama teri najar se
Najar jo mili
Phul banane lagi
Mere dil ki kali
Tum jo hamse mile
Shikawe dil ke chale
Lab se niakli sada teri meri mohabbat ka aj ek fasana huwa
Nam sunate hi tera sanam mai diwana huwa

Kuchh na apni kabar hai
Na dil ka pata
Teri bato ne kaisa
Yeh jadu kiya
Kuchh na apni kabar hai
Na dil ka pata
Teri bato ne kaisa
Yeh jadu kiya
Dal kar ek najar
Chhina mera jigar
Tune ai dilruba nam sunate hi tera sanam mai diwana huwa
Teri meri mohabbat ka aj ek fasana huwa

Mil gaye ho toh phir
Abb na hona juda
Meri sanso me
A mere dil me sama
Mil gaye ho toh phir
Abb na hona juda
Meri sanso me
A mere dil me sama
Koyi hamse sune
Ha yeh kya chij hai
Teri jalim ada
Teri meri mohabbat ka aj ek fasana huwa
Nam sunate hi tera sanam mai diwana huwa

Jhumata hu tera
Jame ulfat piye
Bhul baitha
Jamane ko tere liye
Jhumata hu tera
Jame ulfat piye
Bhul baitha
Jamane ko tere liye
Bhulana na mujhe abb divane ko
Hai ek tera asara
Nam sunate hi tera
Sanam mai diwana huwa
Tujhko dil me basaye huye
Ek jamana huwa
Tere tire najar ka
Balam dil nishana huwa
Teri meri mohabbat ka
Aj ek fasana huwa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *