Tere Prem Main Kahin Payi Song Lyrics from the movie/album Babul released in the year 2016 starring Aakash, Brahmachari. The song Tere Prem Main Kahin Payi was sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay. This movie/album was directed by Govind Moonis. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain. The music rights for song purely belongs to Rajshri

Tere Prem Main Kahin Payi Lyrics

Tere Prem Mein
Kahi Payi Nahinn Maine Vasana
Tere Prem Mein
Kahi Payi Nahinn Maine Vasana
O Devta Karne Laga Man Mera
Teri Upasana
Tere Prem Mein Kahi
Payi Nahin Maine Vasana

Ban Jau Main Tan Man Ki Premi
Jeevan Tera Mahkau
O Sajan O Sajana
Ban Jau Main Tan Man Ki Premi
Jeevan Tera Mahkau
Phoolo Ki Mala Ban Ke
Main Tere Ang Lagi Muskau
Dekhu Rat Din Kabhi
Naino Ki Bhujhti Pyas Na
Dekhu Rat Din Kabhi
Naino Ki Bhujhti Pyas Na
O Devta Karne Laga Man Mera
Teri Upasana
Tere Prem Mein Kahi
Payi Nahin Maine Vasana

Kar Hi Liya Tera Bhrosha
Jud Hi Gayi Toh Se Asha
O Sajan O Sajana
Kar Hi Liya Tera Bhrosha
Jud Hi Gayi Toh Se Asha
Ha Thik Hi Pad Li Thi
Naino Ne Naino Ki Bhasha
Man Tha De Chuki
Ab Kuch Bhi Raha
Na Mare Pas Na
Tere Prem Mein Kahi
Payi Nahin Maine Vasana

Path Mein Tere Sang Sang Rahugi
Ban Ke Sada Teri Chhaya
O Sajan O Sajana
Path Mein Tere Sang Sang Rahugi
Ban Ke Sada Teri Chhaya
Tune Mere Man Ko Badal Ke
Apna Hi Mandir Banaya
Kya Se Kya Huyi

Mujhe Aaye Na Savyam Vishvas Na
Kya Se Kya Huyi
Mujhe Aaye Na Savyam Vishvas Na
O Devta Karne Laga Man Mera
Teri Upasana
Tere Prem Mein Kahi
Payi Nahin Maine Vasana
Tere Prem Mein Kahi
Payi Nahin Maine Vasana
Tere Prem.

Share your thoughts

Kahin paayi nahin, Ravindra jain, Akash, Angad ravan prasang par ramayan chaupai, Sundarkand ramayan chaupai, Veer ras par ramayan chaupai, Pankaj mishra ramayan chaupai, Kai janmo se bula rahi hun koi to rishta jarrur hoga, Janu mari pattar ragdi gayi, Atal bihari vajpayee medical bulletin, Janu mari pattar ragdi gai, Janu mari pattar ragdi gyi, Ravindrajain, Ramanand sagar ramayan bhajan, Janu mari pattar ragdi gai dev pagli