Tere Prem Mai Kahin Payi Song Lyrics from the movie/album Babul released in the year 2018 starring Gyan Shivpuri, Upasna Singh. The song Tere Prem Mai Kahin Payi was sung by Hemlata. This movie/album was directed by Govind Moonis. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Tere Prem Mai Kahin Payi Lyrics

Tere Prem Me Kahi Payi Nahi Maine Vasna
Tere Prem Me Kahi Payi Nahi Maine Vasna
O Devta Karne Laga Man Mera Teri Upasna
Tere Prem Me Kahi Payi Nahi Maine Vasna

Ban Jau Mai Chandan Ki Beli Jiwan Tera Mahkau
O Sajna O Sajna Ban Jau Mai Chandan Ki Beli
Jiwan Tera Mahkau Phulo Ki Mala Ban Ke
Mai Tere Ang Lagi Muskau Dekhu Rat Din Kabhi
Naino Ki Bhujhti Pyas Na Dekhu Rat Din Kabhi
Naino Ki Bhujhti Pyas Na O Devta Karne Laga Man Mera
Teri Upasana Tere Prem Me Kahi Payi Nahi Maine Vasna

Kar Hi Liya Tera Bharosa Jud Hi Gayi Tose Asha
O Sajna O Sajna Kar Hi Liya Tera Bharosa
Jud Hi Gayi Tose Asha Ha Thik Hi Pad Li Thi Tere
Naino Ne Naino Ki Bhasha Man Tha De Chuki
Ab Kuch Bhi Raha Na Mare Pas Na Tere Prem Me Kahi
Payi Nahi Maine Vasna

Path Me Tere Sang Sang Rahugi Ban Ke Sada Teri Chhaya
O Sajna O Sajna Path Me Tere Sang Sang Rahugi
Ban Ke Sada Teri Chhaya Tune Mere Man Ko Badal Ke
Apna Hi Mandir Banaya Kya Se Kya Hui
Mujhe Aaye Savyam Vishvas Na Kya Se Kya Hui
Mujhe Aaye Na Savyam Vishvas Na
O Devta Karne Laga Man Mera Teri Upasana
Tere Prem Me Kahi Payi Nahi Maine Vasna
Tere Prem Me Kahi Payi Nahi Maine Vasna Tere Prem Me

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ravindra jain, Kahin paayi nahin, Papa | bridge music ft. prince mulla, Ravindra jain songs, Chattan (official) | bridge music ft. prakruthi angelina, Tate mu kahin full video song, Ravindra, Tate mu kahin video song, Tate mu kahin, Ashique tate mu kahin full song, Hemlata, Tate mu kahin odia song, Tate mu kahin ashique song, Ravindra jain hit songs, Ravindra jain sngs, Ravindra jain all song udit narayan best songs, Babul