Tere Paas Aa Ke Mera Waqt Song Lyrics from the movie/album Neela Aakash released in the year 2016 starring Dharmendra, Mala Sinha. The song Tere Paas Aa Ke Mera Waqt was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Rajendra Bhatia. The music was given by Madan Mohan Kohli. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tere Paas Aa Ke Mera Waqt Lyrics

Tere Paas Aa Ke
Mera Waqt Guzar Jata Hai
Tere Paas Aa Ke
Mera Waqt Guzar Jata Hai
Do Ghadi Ke Liye
Gham Jane Kidhar Jata Hai
Jab Kabhi Dur Se Tu
Mujh Ko Nazar Aata Hai
Pyar Hans Kar Meri
Aankho Me Sanwar Jata Hai
Tere Paas Aa Ke
Mera Waqt Guzar Jata Hai

Tu Wohi Hai Jise
Is Dil Ne Sadaye Di Hai
Tu Wohi Hai Jise
Iss Dil Ne Sadayedi Hai
Tu Wohi Hai Jise
Nazro Ne Duaaye Di Hai
Tu Wohi Hai Ke Jo
Dil Le Ke Mukar Jata Hai
Do Ghadi Ke Liye
Gham Jane Kidhar Jata Hai
Tere Paas Aa Ke
Mera Waqt Guzar Jata Hai

Jaam Itne Teri Masti Bhari
Aankho Se Piye
Jaam Itne Teri Masti Bhari
Aankho Se Piye
Bekhudi Me Tujhe Sajde
Meri Nazro Ne Kiye
Tere Jalwo Me Khuda
Mujhko Nazar Aata Hai
Pyar Hans Kar Meri
Aankho Me Sanwar Jata Hai
Tere Paas Aa Ke
Mera Waqt Guzar Jata Hai

Teri Yaado Se Mai
Ghabra Ke Chali Aati Hu
Teri Yaado Se Mai
Ghabra Ke Chali Aati Hu
Mai Har Ek Qaid Ko
Thukra Ke Chali Aati Hu
Mai Nahi Aati
Mujhe Pyar Idhar Lata Hai
Pyar Hans Kar Meri
Aankho Me Sanwar Jata Hai
Do Ghadi Ke Liye Gham
Jane Kidhar Jata Hai
Tere Pas Aa Ke
Mera Waqt Guzar Jata Hai.

Share your thoughts

Madan mohan, Asha bhosle and mohammed rafi songs, Mohammed rafi songs, Madan mohan kohli, Asha bhosle, Asha bhosle songs, Mohammed rafi, Barse re sawan lyrics, Farida jalal heena song, Madan mohan magic, Asha bhosle hit songs, Best of madan mohan, Lyrics of hindi songs, Kunwara baap dharmendra & mehmood, Geet gata hoon main with lyrics kishore kumar, Raat kali ek khwaab with lyrics, Palat meri jaan tere qurban aan milo sajna, Palat meri jaan tere qurban