Tere Nisar Saqiya Jitni Piyo Song Lyrics from the movie/album Visions (Jagjit Singh) released in the year 2018. The song Tere Nisar Saqiya Jitni Piyo was sung by Jagjit Singh. The music was given by Jagjit Singh. The lyrics were Penned by Rustam Sehgal Wafa

Tere Nisar Saqiya Jitni Piyo Lyrics

Tere Nisar Saqiya
Jitni Peeyu Peelaye Ja
Tere Nisar Saqiya
Jitni Peeyu Peelaye Ja
Mast Nazar Ka Waasta
Mast Mujhe Banaaye Ja
Tere Nisar Saqiya
Jitni Peeyu Peelaye Ja
Tere Nisar Saqiya

Tujhko Kisi Se Garz Kya
Bijli Kahin Giraye Ja
Tujhko Kisi Se Garz Kya
Bijli Kahin Giraye Ja
Dil Jale Ya Jigar Jale
Tu Yunhi Muskuraye Ja
Tere Nisar Saqiya
Jitni Peeyu Peelaye Ja
Tere Nisar Saqiya

Samne Mere Aake Dekh
Rukh Se Naqab Hata Ke Dekh
Samne Mere Aake Dekh
Rukh Se Naqab Hata Ke Dekh
Khilman-e-dil Hai Muntazir
Barke Nazar Giraaye Ja
Khilman-e-dil Hai Muntazir
Barke Nazar Giraaye Ja
Tere Nisar Saqiya

Wafa-e-badnasib Ko
Baksha Hai Tune Dard Jo
Wafa-e-badnasib Ko
Baksha Hai Tune Dard Jo
Hai Koi Iski Bhi Dawa
Itna Zara Bataaye Ja
Tere Nisar Saqiya
Jitni Peeyu Peelaye Ja
Mast Nazar Ka Waasta
Mast Mujhe Banaaye Ja
Tere Nisar Saqiya

Share your thoughts

Jagjit singh, Singh, Jagjit, Tere nisar saakia, Visions - vol.1, Nisar, Lyrics, Mujhko yaron muaff kerna - main nashe mein hu, Tere, Song, Mere, Songs, Classic, Dancing, Dance music, Main, Saiqa, Royal, Hindi, Kumar, Laser, Salute, Ghazal, Release, Fireworks, Exclusive, Yt:stretch=16:9, Album, Fahad, Bollywood, New, Brand, Ladies, Boom, Dance, Hum, Brand new, Blah, New album, Yeh