Tere Mere Yaraane Ho Lyrics | Nagin (1976) | Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi

(Tapte huye sehrao me sadiyo baad barsat hogi

Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane
Tere mere yarane ho – 2
Ho ho ho
Galiya nagar ganv basti nahi
Sari duniya hi ye jane
Tere mere yarane ho – 2
Ho ho ho
Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane
Tere mere yarane ho – 2
Ho ho ho

(Naino ke kajal se panv ki payal se
Julfo ke aanchal se puchho) – (2)
Apni adao se inn gori baho se
Tirchhi nigaho se puchho kya
Mujhe har janam me mila sath tera
Bite hai kitne jamane
Tere mere yarane ho – 2
Ho ho ho
Galiya nagar ganv basti nahi
Sari duniya hi ye jane
Tere mere yarane ho – 2

(Kali ghatao se udati fijao ne
Mehki hawao ne dekha) – (2)
Chanda ke ghero ne gehre andhero ne
Chadte savero ne dekha kya
Sabne hai jana pehchana ye mana
Too mane ya na mane
Tere mere yarane ho – 2
Ho ho ho
Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane
Tere mere yarane ho – 2
Ho ho ho

(Aankho me sapne lage hai tadpane
Khayalo me tasvir teri) – (2)
Khud ko bhula ke tere paas aake
Kehti hai takdir meri
Meri mohbbat aur teri vafa ke bante rahenge fasane
Tere mere yarane ho – 2
Ho ho ho
Hafte mahine barso nahi sadiyo se hai ye purane
Tere mere yarane ho – (5)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *