Kuch Toh Hai Baki
Tere Mere Darmiyan
Warna Na Dil Pareshan Hota
Kash Hum Bhi Hotein
Tum Ho Jaha Wahan
Phir Kuch Alag Sa
Ye Jahan Hota
Kuch Toh Hai Baki
Tere Mere Darmiyan
Warna Na Dil Pareshan Hota
Kash Hum Bhi Hotein
Tum Ho Jaha Wahan
Phir Kuch Alag Sa
Ye Jaha Hota
Meri Manzilein Maqsood Tu
Ab Aa Bhi Jaa Mere Rubaru
Kuch Toh Hai Baki
Tere Mere Darmiyan
Warna Na Dil Pareshan Hota
Kaise Bhula Doon Main
Saanson Ki Oh Khusboo
Jiski Talaab Dil Ko
Hai Aaz Bhi
Kyun Aisa Lagta Hai
Tanha Si Raaton Mein
Mujh Bin Tadapti Hai
Aksar Tu Bhi
Kaise Bhula Doon Main
Saanson Ki Oh Khusboo
Jiski Talaab Dil Ko
Hai Aaj Bhi
Kyun Aisa Lagta Hai
Tanha Si Raaton Mein
Mujh Bin Tadapti Hai
Aksar Tu Bhi
Mujhe Dhundti Teri Nazar
Mujhme Hai Tu Shaam O Saher
Kuch Toh Hai Baki
Tere Mere Darmiyan
Warna Na Dil Pareshan Hota
Kash Hum Bhi Hotein
Tum Ho Jaha Wahan
Warna Na Dil Pareshan Hota.
Tere Mere Darmiyan Song Lyrics released in the year 2021 starring Khesari Lal Yadav, Neha Malik. The song Tere Mere Darmiyan was sung by Khesari Lal Yadav. The music was given by Vinay Vinayak. The lyrics were Penned by Anupam Panday. The music rights for song purely belongs to Speed Records
Share your thoughts