O Sathi Re Sathi Re Sathi Re O Sathi Re
Tere Liye Duniya Mein Aaye Tera Saath Nibhaenge

Sadiyo Se Do Jeevan Mile Hain Bichde To Mar Jaenge

Meri Ankhein Ninde Teri Meri Palke Sapne Tere

Mere Dil Mein Dhadkan Teri Aur Dhadkan Mein Nagme Tere
Hum Dono Ko Duniya Wale Kaise Juda Kar Paenge
Tere Liye Duniya Mein Aaye Tera Saath Nibhaenge
Tere Liye Duniya Mein Aaye Tera Saath Nibhaenge
Tere Nain Tere Jharoke Haatho Mein Ho Daman Tera

Teri Baahein Sej Hain Meri Tera Saya Darpan Mera
Teri Zulf Ke Saye Saee Sham Savere Gayenge
Tere Liye Duniya Mein Aaye Tera Saath Nibhaenge
Tere Liye Duniya Mein Aaye Tera Saath Nibhaenge
Sadiyo Se Do Jeevan Mile Hain Bichde To Mar Jaenge
Tere Liye Duniya Mein Aaye Tera Saath Nibhaenge
Tera Saath Nibhaenge Ho Tera Saath Nibhaenge
Tera Saath Nibhaenge Tera Saath Nibhaenge
Tera Saath Nibhaenge
Tere Liye Duniya Me Aaye Song Lyrics from the movie/album Inteha Pyar Ki released in the year 2018 starring Rishi Kapoor, Rukhsar. The song Tere Liye Duniya Me Aaye was sung by Suresh Wadkar, Sadhana Sargam. This movie/album was directed by J K Bihari. The music was given by Anand Milind. The lyrics were Penned by Sameer
Share your thoughts