Tere Hothon Ke Song Lyrics from the movie/album Mera Rakshak. The song Tere Hothon Ke was sung by Lata Mangeshkar, Vijay Yesudas. The music was given by Ravindra Jain. The lyrics were Penned by Ravindra Jain

Tere Hothon Ke Lyrics

Tere Hotho Ke Pyale Se Jo Chalke – 2
O Gori Pyase Hai Ham To Us Jal Ke Pyase
Pyase Hai Ham To Us Jal Ke
Dekhne Wale Hame Dekhe Na Jal Ke – 2
Ho Piya Karna Ye Bate Ghar Chalke Karna
Karna Ye Bate Ghar Chalke

Kab Tak Aakhir Kab Tak Intjar Ki
Agni Ne Mujhko Jalana Hai
Jab Tak Mera Jab Tak Bas Chale Piya
Hath Te Nahi Aana Hai
O Sangdil Thoda Raham Kar
Are Are Kuch To Sharam Kar
Bahane Chod Gori Aaj Ke Kal Ke – 2
Ho Piya Karna Ye Bate Ghar Chalke Karna
Karna Ye Bate Ghar Chalke

Saiya Tu Hai Mera Pyara Pinjara
Maina Hu Mai Pinjare Ki
Hai Ye Sari Bate Kahne Bar Ki
Hadd Nahi Tere Nakhre Ki
Tune Mere Par Kat Dale
Irade Fir Kyu Udnewale
Jawa Hone De Jara Pyas Machal Ke
Tere Hotho Ke Pyale Se Jo Chalke
O Gori Pyase Hai Ham To Us Jal Ke Pyase
Dekhnewale Hame Dekhe Na Jal Ke
Ho Piya Karna Ye Bate Ghar Chalke Karna
Karna Ye Bate Ghar Chalke
Pyase Pyase Hai Ham To Us Jal Ke
Karna Karna Ye Baate Ghar Chalke

Share your thoughts

Lata mangeshkar, Lata mangeshkar songs, Ravindra jain and yesudas, Yesudas hindi songs, Batao tumhe pyar kaise karu lyrics, Ravindra jain bhakti songs, Ravindra jain ramayan songs, Ravindra jain best songs, Ravindra jain song, Ravindra jain songs, Best ofhridayanath mangeshkar, Lyrics, Ravindra jain bhajan, Music by ravindra jain, Humko man ki shakti dena man vijay kare prathna, Lata mangeshkar romantic songs, Lata mangeshkar & kishore kumar, Lata mangeshkar ke song