Dusro Ka Dukhda Door Karne Wale
Tere Dukh Door Karenge Ram
Dusro Ka Dukhda Door Karne Wale
Tere Dukh Door Karenge Ram
Kiye Ja Tu Jag Mein Bhalai Ka Kaam
Tere Duhkh Door Karenge Ram
Dusro Ka Dukhda Door Karne Wale
Tere Duhkh Door Karenge Ram
Kiye Ja Tu Jag Mein Bhalai Ka Kaam
Tere Duhkh Door Karenge Ram
Kya Tune Paya Kya Tune Khoya
Kya Tera Labh Hai Kya Hani
Iska Hisab Karega Vo Ishvar
Tu Kyon Fikar Kare Re Prani
Tu Bas Apna Kaam Kiye Ja
Tera Bhandar Bharege Ram
Dusro Ka Dukhda Door Karne Wale
Tere Duhkh Door Karenge Ram
Kiye Ja Tu Jag Mein Bhalai Ka Kaam
Tere Duhkh Door Karenge Ram
Ponch Le Tu Apne Anshu Tamam
Tere Duhkh Door Karenge Ram.
Share your thoughts