Tere Dil Se Dil Takra Gaya Song Lyrics from the movie/album Baghi Sardar released in the year 2018 starring Daljeet, Chitra. The song Tere Dil Se Dil Takra Gaya was sung by Sabita Bannerjee, Bhushan. This movie/album was directed by Manju. The music was given by B N Bali. The lyrics were Penned by Khalish Lakhnavi

Tere Dil Se Dil Takra Gaya Lyrics

Tere Dil Se Dil Takra Gaya
Do Jaha Ki Khushiya Mil Gayi
Tera Hath
Hath Me Aa Gaya
Mere Dil Ki Kaliya Khil Gayi
Tere Dil Se Dil Takra Gaya
Do Jaha Ki Khushiya Mil Gayi

Teri Muskurahato Ki Kasam
Teri Ik Najar Se Mere Sanam
Teri Ik Najar Se Mere Sanam
Mera Pyar Girafat Me Aa Gaya
Meri Dhadkane Hi Badal Gayi
Tere Sath Sath Chala Jo Dil
Mili Manzile Use Pyar Ki
Mili Manzile Use Pyar Ki
Tu Najr Me Aisa Sama Gaya
Ki Umange Dil Ki Machal Gayi
Tera Hath
Hath Me Aa Gaya
Mere Dil Ki Kaliya Khil Gayi

Wo Andheri Galiya Jaha Kabhi
Na Jali Shama Kisi Pyar Ki
Na Jali Shama Kisi Pyar Ki
Wo Andheri Galiya Jaha Kabhi
Na Jali Shama Kisi Pyar Ki
Na Jali Shama Kisi Pyar Ki
Ye Asar Hai Tere Hi Pyar Ka
Ke Hazaar Shamme Jal Gayi
Tere Dil Se Dil Takra Gaya
Do Jaha Ki Khushiya Mil Gayi
Tera Hath
Hath Me Aa Gaya
Mere Dil Ki Kaliya Khil Gayi

Share your thoughts

Sabita, Garmagaram, Rakhna dil mein, Rafi, Hindi., Bollywood, Songs