Tere Chehre Pe Song Lyrics from the movie/album Baazigar released in the year 2016 starring Shahrukh Khan, Kajol. The song Tere Chehre Pe was sung by Kumar Sanu, Sonali Vajpayee. This movie/album was directed by Abbas-Mustan. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Rani Malik. The music rights for song purely belongs to Venus Music

Tere Chehre Pe Lyrics

Tere Chehre Pe Mujhe
Pyar Nazar Aata Hain
Tere Hothon Pe Bhi
Ijhaar Nazar Aata Hain
Pyar Chhupta Nahi
Jitna Bhi Chhupale Chahe
Teri Aankhon Mein Bhi
Ikaraar Nazar Aata Hain
Teri Aankhon Mein Bhi
Ikaraar Nazar Aata Hain

Tere Chehre Pe Mujhe
Pyar Nazar Aata Hain
Tere Baaton Mein Bhi
Ijhaar Nazar Aata Hain
Maine Khwaabon Mein
Kabhi Jiski Tamanna Ki Thi
Teri Surat Mein Woh
Dildaar Nazar Aata Hain
Teri Surat Mein Woh
Dildaar Nazar Aata Hain

Hey..ah..lala..lala..
Hey..aah..

Tune Is Dil Mein Machayi
Hai Yeh Kaisi Hulchul
Main Tere Pyar Mein
Kutch Aaisa Hua Hu Paagal
Tune Is Dil Mein Machayi
Hai Yeh Kaisi Hulchul
Main Tere Pyar Mein
Kutch Aaisi Hui Hu Paagal
Main Tere Pyar Mein
Kutch Aaisi Hui Hu Paagal
Mujhe Khud Mein Tera
Deedar Nazar Aata Hain
Mujhe Khud Mein Tera
Deedar Nazar Aata Hain
Tere Chehre Pe Mujhe
Pyar Nazar Aata Hain
Tere Hothon Pe Bhi
Ijhaar Nazar Aata Hain

Meri Aankhon Se Yu
Neendo Ko Udane Wale
Meri Dhadkan Mein
Chup Chap Samane Wale
Meri Aankhon Se Yu
Neendo Ko Udane Wale
Meri Dhadkan Mein
Chup Chap Samane Wale
Meri Dhadkan Mein
Chup Chap Samane Wale
Meri Chahat Ka Tu
Haqdaar Nazar Aata Hain
Meri Chahat Ka Tu
Haqdaar Nazar Aata Hain
Tere Chehre Pe Mujhe
Pyar Nazar Aata Hain
Tere Hothon Pe Bhi
Ijhaar Nazar Aata Hain

Ho Gaya Dil Pe Mere
Pyar Ka Kutch Aaisa Asar
Na Pata Apna Mujhe
Ma Hai Zamane Ki Khabar
Ho Gaya Dil Pe Mere
Pyar Ka Kutch Aaisa Asar
Na Pata Apna Mujhe
Ma Hai Zamane Ki Khabar
Na Pata Apna Mujhe
Ma Hai Zamane Ki Khabar
Main Jahan Dekhu Tu
Har Baar Nazar Aata Hain
Main Jahan Dekhu Tu
Har Baar Nazar Aata Hain
Tere Chehre Pe Mujhe
Pyar Nazar Aata Hain
Tere Hothon Pe Bhi
Ijhaar Nazar Aata Hain
Maine Khwaabon Mein
Kabhi Jiski Tamanna Ki Thi
Teri Surat Mein Woh
Dildaar Nazar Aata Hain
Teri Surat Mein Woh
Dildaar Nazar Aata Hain
Tere Chehre Pe Mujhe
Pyar Nazar Aata Hain
Tere Hothon Pe Bhi
Ijhaar Nazar Aata Hain.

Share your thoughts

Sonali vajpayee romantic song, Anu malik, Tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai, Kumar sanu, Kajol and shahrukh khan songs, Shahrukh and sonali bendre songs, Tere chehre pe baazigar, Baazigar songs lyrics, Sonali bendre, Sonali vajpayee, Kumar sanu and alka yagnik romantic songs, Kumar sanu songs, Shahrukh khan songs, Shahrukh khan, Akshay kumar, Akshay kumar movies, Kiska chehra jagjit singh lyrics, Tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai jhankar