Tere bina jiya na jaye
Socha na jaye tere bina tere bina
Tere bina jiya na jaye
Socha na jaye tere bina tere bina
Dil de ke jaana
Jaan de ke jaana
Kurbat kya hai
Mohabbat kya hai
Duniya ki daulat mil bhi jaye to
Tu na mila to kuch na mila
Meri wafa ko na aazmaana
Ye na bhool jaana
Ki main hoon tera
Tera apna
Tere bina jiya na jaye
Socha na jaye tere bina tere bina
Milna hamara
Iss zindagi mein
Sapna nahi
Haqeeqat hai ye
Tum jo na jeeto
Kuch bhi nahi hai
Ye jaan lo
Ye maan lo
Meri wafa ko na aazmaana
Ye na bhool jaana
Ki main hoon tera
Tera apna
Tere bina jiya na jaye
Socha na jaye tere bina
Tere bina tere bina

