Tere Bina Jiya Na Jaaye Song Lyrics from the movie/album Shaapit: The Cursed released in the year 2016 starring Aditya Narayan, Shweta Agarwal. The song Tere Bina Jiya Na Jaaye was sung by Najam Sheraz. This movie/album was directed by Vikram Bhatt. The music was given by Najam Sheraz. The lyrics were Penned by Najam Sheraz. The music rights for song purely belongs to T-Series

Tere Bina Jiya Na Jaaye Lyrics

Tere Bina Jiya Na Jaaye
Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina
Tere Bina Jiya Na Jaaye
Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina

Dil De Ke Jaana Jaan De Ke Jaana
Gurbat Kya Hai Muhabbat Kya Hai
Duniya Ki Daulat Mil Bhi Jaaye Toh
Tu Na Mila Toh Kuchh Na Mila
Meri Wafa Ko Na Aajmaana
Yeh Na Bhul Jaana Ki
Main Hoon Tera, Tera Apana
Tere Bina Jiya Na Jaaye
Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina

Milana Hamaara Iss Jindagi Mein
Sapana Nahi Haqiqat Hai Yeh
Tum Jo Nahi Toh Kuchh Bhi Nahi Hai
Yeh Jaan Lo Yeh Maan Lo
Meri Wafa Ko Na Aajmaana
Yeh Na Bhul Jaana Ki
Main Hoon Tera, Tera Apana
Tere Bina Jiya Na Jaaye
Socha Na Jaaye Tere Bina, Tere Bina.

Share your thoughts

Aditya narayan, Shaapit, Najam sheraz, Sheraz, Nazam sheraz, Najam, Ajnabi hawaayein | official | sad song shreya ghoshal, Tere bina - najam sheraz, Shweta agarwal, Shweta aggarwal, Shaapit ajanabi hawaayein bekaraar baahein lyrics, Its music is composed by nazam sheraz and lyrics are written by nazam sheraz., Najam sheraz song, Aditya narayan movie songs, Jeevinchienu neevu lek aditya narayana song, Narayan, Shaapit ajanabi hawaayein bekaraar baahein, Agarwal