Hoo
Kiyun lag raha hai
Samey ajnabi ajnabi
Hoaisi na dekhi
Yeh raatain kabhi
Hai palon ki bas yeh mulaaqaat
Dhal raha hai sitaaron me aakaash
Kiyun yeh raiton sa
Phisalta jaey lamha
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chodna
Tum yeh baahein kabhi na
Jaana na
Kahin tum
Liye ijaazat bina
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chodna
Tum yeh baahein kabhi na
Jaana na
Kahin tum
Liye ijaazat bina
Aankhain
Kabhi main na kholun
Jab tum nahi saamne ho
Uss kal ki kese main sochun
Jis kal me tum hi nahi ho
Tum hi nahi ho
Tum hi nahi ho
Bachpana thi meri jawaani
Aake tu ne badal di kahaani
Hogai kaise
Khawaahish yeh jawaan
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chodna
Tum yeh baahe kabhi na
Jaana na
Kahin tum
Liye ijaazat bina
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chodna
Tum yeh baahe kabhi na
Jaana na
Kahin tum
Liye ijaazat bina
Cindrella cindrella
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chodna
Tum yeh baahein kabhi na
Jaana na
Kahin tum
Liye ijaazat bina
Tere bina ab nahi mujh ko jeena
Chodna
Tum yeh baahein kabhi na
Jaana na
Kahin tum
Liye ijaazat bina
Cindrella yaahi yehe cindrella yaahi yehe
Cindrella yaa hi yehe cindrella he

