Tere Bin Mai Dekhu Na Subah
Nigaho Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Tere Bin Ho Chalna Bhi Saja
Ke Raho Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Tere Bin Mai Dekhu Na Subah
Nigaho Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Tere Bin Ho Chalna Bhi Saja
Ke Raho Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Suno Yahi Jajbat Hai Mere
Ye Dil Kahe Ke Khwahise
Jine Ki Sath Hai Tere
Tere Bin Ho Sanso Se Juda
Hawao Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Tere Bin Mai Dekhu Na Subah
Nigaho Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Tu Wo Jami Jispe Maine To
Apni Ye Dunia Basai Hai
Mai Bin Tere Ab Kaha Jaunga
Tu Aasra Hai Mera
Mai To Jeeta Hu Tere Bharoshe Pe
Mai Bin Ae Tere Ab To Ji Na Paunga
Meri To Har Bat Tujhse Hai
Tuhi Meri Hai Dhup Or Barsat Tujhse Hi
Tere Bin Na Barse Ye Ghata
Ghatao Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Tere Bin Mai Dekhu Na Subah
Nigaho Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Jo Hath Me Ho Tera Hath
To Ye Lakire Dhakati Hai
Tu Ho Juda Sab Tama Sa Lage
Jo Tu Mere Pas Hai To Yaki
Apne Hone Pe Hota Hai
Tu Ho Juda To Sab Juda Sa Lage
Ha Tu Meri Aadat Me Shamil Hai
Mere Liye Mai Sach Kahu Tu Ibadat Ke Kabil Hai
Tere Bin Na Puri Ho Meri Dua
Duao Se Maine Ye Wada Kar Liya
Tere Bin Mai Dekhu Na Subah
Nigaho Se Abhi Ye Wada Kar Liya
Tere Bin Mai Dekhu Na Subah (Reprise) Song Lyrics from the movie/album Dil Toh Baccha Hai Ji released in the year 2018 starring Ajay Devgn, Emraan Hashmi. The song Tere Bin Mai Dekhu Na Subah (Reprise) was sung by Naresh Iyer. This movie/album was directed by Madhur Bhandarkar. The music was given by Pritam Chakraborty. The lyrics were Penned by Kumaar
Share your thoughts