Tere Bin Lyrics  | With Love…Javed Ali | Javed Ali | Javed Ali | Sahil Rayyan

Tere Bin Lyrics | With Love…Javed Ali | Javed Ali | Javed Ali | Sahil Rayyan

Tere bin main ho gaya paagal
Tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal

Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal
Zindagi ke har ek mod par
Tum khade the bahe kholkar

Aaa zindagi ke har ek mod par
Tum khade the bahe kholkar
Ab kya karu main to har pal maru
Ab kya karu main to har pal maru
Yaadein hui maqtal

Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal
Kiski nazrein tumko kha gayi
Badliya gham ki ab chha gayi

Ho kiski nazrein tumko kha gayi
Badliya gham ki ab chha gayi
Ek pal hi mein meri duniya luti
Ek pal hi mein meri duniya luti
Aisi hui halchal

Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Dasne lagi mujhko tanhaiya
Suna lage har pal
Tere bin main ho gaya paagal
Ho tere bin main ho gaya paagal.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *