Tere Bin Jiya Na Jaye Lyrics | Love Express | Sumitra Iyer | Jaidev Kumar

Tere Bin Jiya Na Jaye Lyrics | Love Express | Sumitra Iyer | Jaidev Kumar

Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Baithe bithaye ye kya ho gaya
Baithe bithaye ye kya ho gaya dil dil se juda ho gaya
Jab tujhse faisla ho gaya tu meri dua ho gaya
Mehram dil dil se juda ho gaya
Jane kyu rab hum se khafa ho gaya
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye

Chan sun gaya the taare sogaya satte nenu ni naiyyo pehndi
Shehar dilo ki sare sogaya sadde nenu ni naiyyo pehndi
Mehram sadde nenu ni naiyyo pehndi
Haniya sadde nenu ni naiyyo pehndi

Tere pass reh kar bhi teri khabar na hui
Tere chehre se wakif meri nazar na hui
Tere pass reh kar bhi teri khabar na hui
Tere chehre se wakif meri nazar na hui
Juda tujhse rasta ho gaya to safar saza ho gaya
Juda tujhse rasta ho gaya to safar saza ho gaya
Mehram dil dil se juda ho gaya
Jane kyu rab hum se khafa ho gaya
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye

Chahti hu ye ab teri yaad agayi
Aankon mein ho ki bunde barsa gayi
Chahti hu ye ab teri yaad agayi
Aankon mein ho ki bunde barsa gayi
Jane kya sisila ho gaya waqt hi bewafa ho gaya
Jane kya sisila ho gaya waqt hi bewafa ho gaya
Mehram dil dil se juda ho gaya
Jane kyu rab hum se khafa ho gaya
Baithe bithaye ye kya ho gaya dil dil se juda ho gaya
Jab tujhse faisla ho gaya tu meri dua ho gaya
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na
Tere bin jiya na jaye

Tere bin jiya na
Sadde nenu ni naiyyo pehndi
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Sadde nenu ni naiyyo pehndi
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Sadde nenu ni naiyyo pehndi
Tere bin jiya na jaye
Tere bin jiya na
Sadde nenu ni naiyyo pehndi
Tere bin jiya na jaye

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *