Tere Bin Jina Kya, Tere Bin Marna Kya Lyrics | Red Rose | Kishore Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

Tere Bin Jina Kya, Tere Bin Marna Kya Lyrics | Red Rose | Kishore Kumar, Asha Bhosle | R D Burman

O o o o o la la la heeee
Tere bin jina kya tere bin marna kya
Pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya
Ho tere bin jina kya tere bin marna kya
Pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya

Ho o aankhe jaame sharab hain
Gaal ye laal gulaab hain
Gaal ye laal gulaab hain
Nigaaho me aa hawaao me aa ha
Nigaaho me hawaao me fijaao me
Kwaab sajaana aa gaya
Ho tere bin jina kya tere bin marna kya
Pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya

Mausam hain ye pyaar kaa
Waado kaa ikraar kaa
Mausam hain ye pyaar kaa
Waado kaa ikraar kaa
Najaare hain hmm baharae hain he
Najaare hain bahaare hain
Bahaare hain dil lagaana aa geya
Tere bin jina kya tere bin marna kya
Pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya

Har lamha hain khumar kaa
Dilbar kaa dildar kaa
Har lamha hain khumar kaa
Ho dilbar kaa dildaar kaa
Javanee hain ha rabaanee hain
Javanee hain ha rabaanee hain
Ye javanee hain rabaanee
Hain diwaanee hain
Han naaj uthana aa gaya
Ho tere bin jina kya tere bin marna kya
Pyaar nibhana aa gaya aa gaya aa gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *