Tere Bagair Yeh Duniya Song Lyrics from the movie/album Ranjish released in the year 2016 starring Anup Jalota. The song Tere Bagair Yeh Duniya was sung by Anup Jalota. The music was given by Anup Jalota. The lyrics were Penned by Poonam Deewan. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Tere Bagair Yeh Duniya Lyrics

Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi Tere
Hi Paas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi Tere
Hi Paas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri

Hazaar Jaam Luta
Doon Hazaar Paimane
Hazaar Jaam Luta
Doon Hazaar Paimane
Kisi Ke Phool Se Hotho
Mein Pyas Hain Meri
Kisi Ke Phool Se Hotho
Mein Pyas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi
Tere Hi Paas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi
Tere Hi Paas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri

Laga Hain Rog Mohabbat
Ka Mujhko Sadiyon Se
Laga Hain Rog Mohabbat
Ka Mujhko Sadiyon Se
Kisi Ka Pyaar Hi Jeene
Ki Aas Hain Meri
Kisi Ka Pyaar Hi Jeene
Ki Aas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi Tere
Hi Paas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi
Tere Hi Paas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri

Chali Hain Aisi Zamane
Mein Nafrato Ki Hawa
Chali Hain Aisi Zamane
Mein Nafrato Ki Hawa
Kisi Ka Pyaar Wafa
Badhawas Hain Merin
Kisi Ka Pyaar Wafa
Badhawas Hain Merin
Ke Jaise Jaan Bhi Tere
Hi Paas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi Tere
Hi Paas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri

Ye Aur Baat Hain Hum
Tum Se Pyaar Karte Hain
Ye Aur Baat Hain Hum
Tum Se Pyaar Karte Hain
Nahi To Saari Khudai
Bhi Daas Hain Meri
Nahi To Saari Khudai
Bhi Daas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi
Tere Hi Paas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi
Tere Hi Paas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri

Mera Jamaal Hi Faila
Hain Chaar Su Poonam
Mera Jamaal Hi Faila
Hain Chaar Su Poonam
Ye Ek Cheez Hi Duiya
Mein Khas Hain Meri
Ye Ek Cheez Hi Duiya
Mein Khas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi Tere
Hi Paas Hain Meri
Ke Jaise Jaan Bhi Tere
Hi Paas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri
Tere Bagair Yeh Duniya
Udaas Hain Meri.

Share your thoughts

Anup jalota, Anup jalota ghazals, Anup jalota | ghazal | subah hote hi, Anup jalota live ghazals, Anup jalota live, Anoop jalota gazals, Jalota, Anup jalota songs playlist, Anup jalota songs, Anup jalota ghazal - subah hote hi | hindi ghazal song | red ribbon, Anoop jalota ghazals, Anoop jalota songs, T-series bhakti sagar, Anup jalota latest ghazals, Anup jalota new ghazal song, Tere bagair yeh duniya, Anup jalota new video song