Tere Bachpan Kee Mai Lori Tujhe Sunati Hu Song Lyrics from the movie/album Aisa Kyon Hota Hai released in the year 2018 starring Aryan Vaid, Rati Agnihotri. The song Tere Bachpan Kee Mai Lori Tujhe Sunati Hu was sung by Alka Yagnik. This movie/album was directed by Ajay Kanchan, Mahesh Bhatt. The music was given by Tauseef Akhtar. The lyrics were Penned by Sayeed Qadri

Tere Bachpan Kee Mai Lori Tujhe Sunati Hu Lyrics

Tere Bachpan Ki Mai Lori Tujhe Sunati Hu
Tere Bachpan Ki Mai Lori Tujhe Sunati Hu
Aaj Bachche Ki Tarah Aaj Bachche Ki Tarah
Phir Tujhe Sulati Hu

Maine Jo Rotiya Tere Liye Banayi Hai
Woh Mere Farz Ke Ehsas Ne Kamayi Hai
Hai Tere Shakl Me Jo Admi Ki Parchhayi
Uske Hisse Ki Bhi Sab Mushkile Uthayi Hai
Aa Tujhe Ma Me Chhue Baap Se Milati Hu
Tere Bachpan Ki Mai Lori Tujhe Sunati Hu

Meri Ummid Mera Khwab Hai Tu Yeh Bachche
Tujhe Tarash Rahi Hu Naa Janey Mai Kabse
Bas Yahi Arju Sine Me Liye Jinda Hu
Ke Kal Banega Jamane Me Too Juda Sabse
Apni Tanhayi Me Apni Tanhayi Me
Is Khwab Se Sajati Hu
Tere Bachpan Ki Mai Lori Tujhe Sunati Hu
Aaj Bachche Ki Tarah Phir Tujhe Sulati Hu

Share your thoughts

Music video with lyrics, Javed akhtar, Jamuna kinare mera gaon sanware aa jaiyo, Patriotic hindi songs, Kuch is tarah teri palkein, Patriotic song, Hindi patriotic songs, Bengali patriotic songs, Patriotic dance, Sare jahan se acha, Yeh hai meri kahani, Patriotic, Meri kahani, National anthem, Chelsea vs man united, Lata mangeshkar songs, Meri maa song yaariyan, Yaariyan song meri maa, Baarish song yaariyan, Lata mangeshkar, Radha kaise na jale, Romantic songs 2013