Teraa Muskurana, Phir Haske Paas Aana Song Lyrics from the movie/album Jhankaar Beats released in the year 2018 starring Sanjay Suri, Juhi Chawla. The song Teraa Muskurana, Phir Haske Paas Aana was sung by Shaan. This movie/album was directed by Sujoy Ghosh. The music was given by Vishal Shekhar. The lyrics were Penned by Vishal Dadlani

Teraa Muskurana, Phir Haske Paas Aana Lyrics

Tera Muskurana Phir Has Ke Paas Aana
Mujhe Apna Nama Batana Phir Pal Me Gum Ho Jana
Ehsas Hai Abb Bhi Uss Pehali Bar Ka
Kaisa Yeh Nasha Hai Tere Pyar Ka
Dil Se Dil Mile The Jaise Do Phul Khile The
Tab Maine Kuchh Kaha Tha Tumhare Hoth Sile The
Mujhe Yad Hai Woh Lamha Intejar Ka
Kaisa Yeh Nasha Hai Tere Pyar Ka

Chand Chehra Hai Tera
Raat Julfe Hai Teri
Yeh Hawa Teri Khushbu Hai
Yeh Samandar Ki Lehre Tere Hasne Ki Dhun Hai
Duniya Me Bas Tu Hai
Tu Paas Hai Toh Saans Hai
Khazana Hai Dil Ke Karar Ka
Kaisa Yeh Nasha Hai Tere Pyar Ka
Kaisa Yeh Nasha Hai Tere Pyar Ka

Raat Gehri Hai Lekin Teri Aankho Ke Aage
Bas Sham Si Ye Lagti Hai
Din Suhana Agar Hai Toh Tera Naam Le Ke
Tere Pyar Se Fiza Mehkati Hai
Aage Hashar Kya Hoga Agar Asar Hai Yeh Ek Didar Ka
Kaisa Yeh Nasha Hai Tere Pyar Ka
Tera Muskurana Phir Has Ke Paas Aana
Mujhe Apna Nama Batana Phir Pal Me Gum Ho Jana
Kaisa Yeh Nasha Hai Tere Pyar Ka
Kaisa Yeh Nasha Hai Tere Pyar Ka
Tere Pyar Ka
Tere Pyar Ka

Share your thoughts

Jhankaar beats, Jhankaar beats hits, Jhankaar beats songs, Jhankar beats offical songs, Jhankar beats songs hd, Boos kaun hai jhankar beats, Jhankar beats, Jhankar beats songs, Tera aana tera jaana, Gulabi aankhen jo teri dekhi lyrics, Arijit singh - rishton ke saare manzar | best hindi ghazal song with lyrics | red ribbon, Tera muskurana, Gulabi aankhen lyrics, Jhankar songs, Zara sa lyrics, A shona lyrics, Chaand sitaare phool aur khushboo, Bhula dunga darshan lyrics