Tera Mera Pehla Yaarana Lyrics | Shart | Shailendra Singh, Bappi Lahiri, S. Janaki | Bappi Lahiri

Tera Mera Pehla Yaarana Lyrics | Shart | Shailendra Singh, Bappi Lahiri, S. Janaki | Bappi Lahiri

Oh tadap ke ishq ne
Khud sar jhuka diya hoga
Tujhe bana ke khuda muskura diya hoga

Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
O tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
Yaar aisa sathi milta kahin nahi
Phul roj aisa pyare khilta kahin nahi
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan

Tadap ke ishq ne
Khud sar jhuka diya hoga
Tujhe bana ke khuda muskura diya hoga
Ho tadap ke ishq ne
Khud sar jhuka diya hoga
Tujhe bana ke khuda muskura diya hoga
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan

Yaar aisa sathi milta kahin nahi
Phul roj aisa pyare khilta kahin nahi
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan

Jo mere hatho me ye hath aapka hoga
Jo kaanta raah me aayega phul sa hoga
Jo mere hatho me ye hath aapka hoga
Jo kaanta raah me aayega phul sa hoga
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan

Jo ek sath dhadakne lagenge ye do dil
Na puchh kaisi kasakash me tisra hoga
Jo ek sath dhadakne lagenge ye do dil
Na puchh kaisi kasakash me tisra hoga
Era mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan

Yaar aisa sathi milta kahin nahi
Phul roj aisa pyare khilta kahin nahi
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan
Tera mera tera mera pahla yaarana
Kya kahna kya kahan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *