Tera Mera Naam Song Lyrics from the movie/album Akaash Vani released in the year 2016 starring Nushrat Bharucha, Kiran Kumar. The song Tera Mera Naam was sung by Shafqat Amanat Ali Khan. This movie/album was directed by Luv Ranjan. The music was given by Hitesh Sonik. The lyrics were Penned by Luv Ranjan. The music rights for song purely belongs to T-Series

Tera Mera Naam Lyrics

Soch Ke Main Jis Ko
Hans Leta Hoon
Hosoch Ke Main
Jis Ko Hans Leta Hoon
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam

Hosoch Ke Main Jis
Ko Hans Leta Hoon
Hosoch Ke Main Jis
Ko Hans Leta Hoon
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam

Tere Hi Pher Mein
Boodhe Ek Ped Pe
Kuchh Lakeerein
Kheench Di Thi
Khel Hi Khel Mein
Boodhe Ek Ped Pe
Kuchh Lakeerein
Kheench Di Thi
Do Din Bhi Na Rahe Un
Kharonchon Ke Nishan
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam

Hansi Hansi Mein Jud Gaya Tha
Ek Hi Gali Mud Gaya Tha
Hansi Hansi Mein Jud Gaya Tha
Ek Hi Gali Mud Gaya Tha
Thodi Hi Door Chal Ke
Gali Toot Ke Chal Di
Do-raahe Pe Usi
Toota Tha Ek Makaan
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam

Kal Ki Baasi Yaado Mein Rakha
Raddi Ki Kitabon Pe Lika
Rone Ke Bhi Aaya Jo Na Kaam
Ittefaq Tha Ek Mazaak
Tha Tera Mera Naam.

Share your thoughts

No Keywords