Tera Hai Jahaan Saara Apna Lyrics | Uski Kahani | Hemant Kumar | Kanu Roy

Tera Hai Jahaan Saara Apna Lyrics | Uski Kahani | Hemant Kumar | Kanu Roy

Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai
Jana hai kahin tujhe
Jata kahin se kahin hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai

Hansne ko hansa bhi de
Rone ko rula
Manzil pe na pahunch saka
Rasta bhi khoya
Hansne ko hansa bhi de
Rone ko rula
Manzil pe na pahunch saka
Rasta bhi khoya
Jiska kuch sura nahi
Unki jami wo jami hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai

Kaanto par pada sada phulo ka saya
Mili nahi dava to kya dard to paya
Kaanto par pada sada phulo ka saya
Mili nahi dava to kya dard to paya
Jiska hokar hasi
Uska sitam bhi hasi hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai

(second version)

Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai
Jana hai kahin tujhe
Jata kahin se kahin hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai

Tune to kaha nahi dil ka fasana
Phir bhi hai kuch bujha bujha sara zamana
Tune to kaha nahi dil ka fasana
Phir bhi hai kuch bujha bujha sara zamana
Jiska kal guma na tha
Aaj usi ka yaki hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai

Dil ko tere suku kabhi aaye na aaye
Aankho me nashe gham bahar jaye na jaye
Dil ko tere suku kabhi aaye na aaye
Aankho me nashe gham bahar jaye na jaye
Utha har jahan se tu
Tera thikana wahi hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai
Jana hai kahin tujhe
Jata kahin se kahin hai
Tera hai jahan sara
Apna magar tu nahi hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *