Kuch Soch Ke Bola Hoga Tumne
Ye Pyaar Bhi Tola Hoga Tumne
Ab Na Hai Toh Phir Na Sahi Dilbar
Iss Dil Ko Ye Samjha Liya Humne
Isme Tera Ghata
Mera Kuch Nahi Jata
Zyada Pyaar Ho Jata
Toh Main Seh Nahi Pata (x2)
Hmm…
Kuch Khaas Tha Ye Jaan Leti Jo
Meri Nazar Se Dekha Hota Tumne
Iss Baat Ka Bas Gham Hua Mujhko
Thodi Si Bhi Koshish Naa Ki Tumne
Isme Tera Ghata
Mera Kuch Nahi Jata
Zyada Pyaar Ho Jata
Toh Main Seh Nahi Pata (x2)
Hmm…
Socha Nahi Tha Zindagi Mein Yun Milogi
Milke Bhi Tum Na Meri Ho Sakogi
Par Yaad Aayegi Jab Bhi Tumhari
Shiqayatein Na Hongi Bas Dua Rahegi
Ab Aur Kya Kehna Hoga Humne
Karna Tha Jo Woh Kar Liya Tumne
Shayad Rahun Ya Na Rahun Dilbar
Badla Kabhi Ye Faisla Tumne
Isme Tera Ghata
Mera Kuch Nahi Jata
Zyada Pyaar Ho Jata
Toh Main Seh Nahi Pata (x2)
Hmm…
Tera Ghata Song Lyrics from the movie/album From Lost To Found released in the year 2018 starring Gajendra Verma. The song Tera Ghata was sung by Gajendra Verma. This movie/album was directed by Vikram Singh. The music was given by Gajendra Verma. The lyrics were Penned by Gajendra Verma. The music rights for song purely belongs to Virtual Planet Production Read more: http://www.lyricsmint.com/2018/05/tera-ghata-gajendra-verma.html
Share your thoughts