Tera Deedar Hua Lyrics | Jannat 2 | Rahat Fateh Ali Khan | Pritam Chakraborty

Tera Deedar Hua Lyrics | Jannat 2 | Rahat Fateh Ali Khan | Pritam Chakraborty

Yu tera muskurana aur aake chale jana
Yu tera muskurana aur aake chale jana
Kismat ka hai khul jana
Tera didar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi bar hua is dil ko
Na to inkar hua
Na hi ikrar hua
Jane kya yaar hua is dil ko
Yu tera muskurana aur aake chale jana
Kismat ka hai khul jana
Tera didar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi bar hua is dil ko is dil ko
Na to inkar hua
Na hi ikrar hua
Jane kya yaar hua is dil ko

Tujhse mila to jagi duvaye aur nazar ne sazda kiya
Jannat zami pe aayi utar ke khushiyo ne jaise chum sa liya
Tujhse mila to jagi duvaye aur nazar ne sazda kiya
Jannat zami pe aayi utar ke khushiyo ne jaise chum sa liya
Har manjar dilnashi hai
Tu hi tu har kahi hai
Ha teri ye adaye to hai sari katilana
Tera didar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi bar hua is dil ko
Na to inkar hua
Na hi ikrar hua
Jane kya yaar hua is dil ko

Tere bina mai tanha tha har pal
Hotho pe hardam thi tisnagi
Maksad nahi tha sapne nahi the
Thi zindagi me aawargi
Tu mera rahnuma hai
Manjil hai rasta hai
Ho mere liye tu to jaise rab ka hai nazrana
Tera didar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi bar hua is dil ko
Na to inkar hua
Na hi ikrar hua
Jane kya yaar hua is dil ko

Yu tera muskurana aur aake chale jana
Yu tera muskurana aur aake chale jana
Kismat ka hai khul jana
Tera didar hua
Pehla sa pyar hua
Pehli hi bar hua is dil ko
Na to inkar hua
Na hi ikrar hua
Jane kya yaar hua is dil ko

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *