Tasveer Hai Yeh Pyar Ki Song Lyrics from the movie/album Farishta Ya Qatil released in the year 2015 starring Shashi Kapoor, Rekha. The song Tasveer Hai Yeh Pyar Ki was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh). This movie/album was directed by S. M. Abbas. The music was given by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Anjaan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Tasveer Hai Yeh Pyar Ki Lyrics

Satya Ahinsa Aur Shanti Se
Pyar Ki Ek Tasveer Bani
Issi Tirenge Ke Niche
Bharat Ki Taqdeer Bani
Tasveer Hai Ye Pyar Ki
Tasveer Na Becho
Tasveer Hai Ye Pyar Ki
Tasveer Na Becho
Ae Dosto Is Desh Ki
Taqdeer Na Becho
Taqdeer Na Becho
Tasveer Hai Ye Pyar Ki
Tasveer Na Becho
Ae Dosto Is Desh
Taqdeer Na Becho
Taqdeer Na Becho

Inshaniyat Kr Naam
Ki Dete Hai Duhayi
Auro Pe Julm Dhate
Tujhe Sharm Na Aayi
Jo Sabka Bala Chahe Yaha
Pyar Vahi Hai
Auro Ka Hak Jo Cheen Le
Gaddar Vahi Hai
Hawaniyat Ke Naam
Ki Jai Bolne Walo
Ganga Ki Har Lahar Me
Jahar Gholne Walo
Ganga Ki Har Lahar Me
Jahar Gholne Walo
Nafrat Ki Hath Jahar
Buja Teer Na Becho
Ae Dosto Ae Dosto Is Desh Ki
Taqdeer Na Becho
Taqdeer Na Becho

Bas Ek Hi Dharti Hai
Jaha Pyar Hai Jinda
Is Pyar Ko Bhi Maar
Na De Koi Darinda
Hai Koon Bahana
To Pasine Me Bahao
Ugati Hai Jaha Dhup
Waha Pyar Ugao
Hai Jinke Lahu Se
Abhi Tak Lal Ye Jamin
Un Veer Sahido Ka
Khwab Ye To Tha Nahi
Un Veer Sahido Ka
Khwab Ye To Tha Nahi
Unke Hasi Khwab
Ki Tabeer Na Becho
A Dosto A Dosto Is Desh Ki
Taqdeer Na Becho
Taqdeer Na Becho
Tasveer Hai Ye Pyar Ki
Tasveer Na Becho
Tasveer Hai Ye Pyar Ki
Tasveer Na Becho
Ae Dosto Is Desh Ki
Taqdeer Na Becho
Taqdeer Na Becho
Tasveer Na Becho
Taqdeer Na Becho
Taqdeer Na Becho.

Share your thoughts

Lata songs with anandji and kalyanji, Kalyanji anandji kishore kumar, Superhits of kalyanji anandji, Tribute to kalyanji and anandji, Kalyanji anandji hits, Kalyanji anandji songs, Best of kalyanji anandji, Kalyanji anandji best songs, Kalyanji anandji, Songs of kalyanji anandji, Kalyanji anandji famous songs, Salam e ishq lyrics, Mukesh songs, Lata mangeshkar hits, Lata mangeshkar hit songs, Old lata mangeshkar hit songs, Kishore kumar hits, Salame ishq meri jaan