Taron Ki Ankhon Ka Lyrics  | Phoolon Ki Sej | Manoj Kumar, Vyjayanthimala | Lata Mangeshkar | Penupatruni Adinarayana Rao

Taron Ki Ankhon Ka Lyrics | Phoolon Ki Sej | Manoj Kumar, Vyjayanthimala | Lata Mangeshkar | Penupatruni Adinarayana Rao

Taro ki aankhon ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankhon ka tara tu

Tu hai taswir pyar ki
Tu has mukh taswir pyar ki
Dil khoya tujhko paya
Tu hai taswir pyar ki
Dil khoya tujhko paya
Tu hai nishani yade sunhani
Aa meri godi mein aa
Taro ki aankhon ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankhon ka tara tu

Nachu lahrake jhum ke
MaiN pane gudde ko chum ke
Khushi mere dil ki na pucho
Nachu lahrake jhum ke
Khushi mere dil ki na pucho
Lelu balaye de du duaye
Maa ka tu hi asra
Taro ki aankhon ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankhon ka tara tu.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *