Taro Ke Palne Me Jhule Chand Hamara Re Chand Hamara Re
Taro Ke Palne Me Jhule Chand Hamara Re Chand Hamara Re
Raja Banke Raj Karega Raja Banke Raj Karega
Kundan Banke Damkega Kundan Banke Damkega
Lalo Ka Ye Lal Hamara Chanda Banke Chamkega
Chanda Banke Chamkega
Sabki Aankho Ka Ujiyara Prano Ka Pyara
Re Chand Hamara Re
Taro Ke Palne Me Jhule Chand Hamara
Re Chand Hamara Re
Ghar Angan Me Mera Munna Ghar Angan Me Mera Munna
Khelega Muskayega Khelega Muskayega
Mithi Mithi Bato Se Ye Sabka Man Bharmayega
Sabka Man Bharmayega
Aashao Ka Deepak Hai Ye Aankh Ka Tara
Re Chand Hamara Re
Taro Ke Palne Me Jhule Chand Hamara
Re Chand Hamara Re
Taro Ke Palne Me Jhule Chand Hamara
Re Chand Hamara Re
Taro Ke Paalne Me Jhule Chand Hamara Song Lyrics from the movie/album Shri Ganesh Mahima released in the year 2018 starring Mahipal, Meena Kumari. The song Taro Ke Paalne Me Jhule Chand Hamara was sung by Geeta Dutt. This movie/album was directed by Homi Wadia. The music was given by S N Tripathi. The lyrics were Penned by Ramesh Pandey
Share your thoughts