Taqdeer Ne Hansa Ke Hame Lyrics | Shahnaz | Amirbai Karnataki | Amirbai Karnataki

Taqdeer Ne Hansa Ke Hame Lyrics | Shahnaz | Amirbai Karnataki | Amirbai Karnataki

Taqdeer ne hasa ke hame phir rula diya
Haye kya kiya haye kya kiya
Khushiya hamari chhin li dil ko jala diya
Haye kya kiya haye kya kiya

Hamko gale ka har diya haye kya kiya
Haye kya kiya bedard dil pe war kiya
Haye kya kiya haye kya kiya
Tumne mohabbato ka ye achha sila diya
Haye kya kiya haye kya kiya
Takdir ne hasa ke hame phir rula diya
Haye kya kiya haye kya kiya

Dil ka mere sahara ab dard hai tumhara
Dil ka mere sahara ab dard hai tumhara
Is ko na chhin lena karna karam khudara
Karna karam khudara gum ne masrato ka
Janaja utha diya haye kya kiya
Haye kya kiya takdir ne hasa ke
Hame phir rula diya haye kya kiya
Haye kya kiya

Tufan has raha hai kashti ki bekshi par
Tufan has raha hai kashti ki bekshi par
Sahil bhi kah utha hai kismat ki is hasi par
Barbaadiyo ne nakshe mohabbat mita diya
Haye kya kiya haye kya kiya
Takdir ne hasa ke hame phir rula diya
Haye kya kiya haye kya kiya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *