Taqdeer Ke Haatho Me Hai Insaan Khilona Lyrics | Annadata | Lata Mangeshkar | Mohammed Shafi

Taqdeer Ke Haatho Me Hai Insaan Khilona Lyrics | Annadata | Lata Mangeshkar | Mohammed Shafi

Takdir ke hatho me khilona hai admi khilona hai admi
Takdir ke hatho me khilona hai admi
Takdir ke hatho me khilona hai admi
Duniya hai tamashai duniya hai tamashai tamasha hai admi
Takdir ke hatho me khilona hai admi

Gum hai kisi ko mera na tera mala hai
Gum hai kisi ko mera na tera mala hai
Har ik ko apni fikr hai apna khayal hai
Is patharo ke shehar me jeena mahal hai
Is patharo ke shehar me jeena mahal hai
Halat ke sitam ka nishana hai aadmi
Halat ke sitam ka nishana hai aadmi

Ankho me khwab jab bhi kushi ke sajae hai
Ankho me khwab jab bhi kushi ke sajae hai
Gum hi har ek ke hisse me aaye hai
Ae dil gila na kar yaha apne paraye hai
Ae dil gila na kar yaha apne paraye hai
Riste ke in huzum me tanha hai admi
Riste ke in huzum me tanha hai admi

Muflis ki zindagi to andhero me shaam hai
Muflis ki zindagi to andhero me shaam hai
Daulat hai jiske paas yaha uska naam hai
Logo mujhe batao ye kaisa nijam hai
Logo mujhe batao ye kaisa nijam hai
Kyu muflis ke jurm me ruswa hai admi
Kyu muflis ke jurm me ruswa hai admi
Duniya hai tamashai duniya hai tamashai tamasha hai admi
Takdir ke hatho me khilona hai admi
Khilona hai admi tamsah hai admi
Tamasha hai admi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *