Tap Kiya Tune Kathin Lyrics  | Sankatmochan Mahabali Hanuman | Nirbhay Wadhwa, Ankit Bathla

Tap Kiya Tune Kathin Lyrics | Sankatmochan Mahabali Hanuman | Nirbhay Wadhwa, Ankit Bathla

Tap kiya tune kathin
Aaya shivji ka vardaan
Man ki chaha hui puri
Lala tera ati balwan

Srishti ke pawan niyam
Bhang kare jab asur adham
Pratpi banke purshotam
Shripati lete sada janam

Uchit kal mein lal ko
Apne sunana ram katha
Man ko nirmal karne wali
Harne wali sarv vyatha

Uske liye na duja naam
Saanso mein bas gaye hai ram
Shivji hari ko kare pranam
Aanjney ke kaise ram

Aashirwad diya hai jisne
Dega wohi sab sanket
Karan pargat nahi kisi se
Shivansh ke kartab vishesh.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *