Tanhaiya
Tanhaiya
Tanhaiya
Tanhaiya
Ab Humsafar Hai Tanhaiya
Tanhaiya
Tanhaiya
Ab Humsafar Hai Tanhaiya
Kal Zindagi Ki Ham Raah The
Ab Zindagi Kahin Aur Hai
Wo Khaab Bunne Ke Lamhe The
Ye Dard Chunne Ka Daur Hai
Najdikiyo Ke Tukde Hue
To Hisse Me Aayi Hai Duriya
Duriya
Tanhaiya
Tanhaiya
Ab Humsafar Hai Tanhaiya
Wo Din Jo Makhmali The
Wo Raate Jo Reshmi Thi
Khaabo Me
Khaab The Sab
Khushiya Bhi Mausmi Thi
Wo Din Jo Makhmali The
Wo Raate Jo Reshmi Thi
Khaabo Me
Khaab The Sab
Khushiya Bhi Mausmi Thi
Mahaul Tha Kabhi Khusnuma
Abhi Har Taraf Hai Mayusiya
Mayusiya
Tanhaiya
Tanhaiya
Ab Humsafar Hai Tanhaiya
Jo Socha Tak Nahi Tha
Wo Haasil Ho Gaya Tha
Manzar Jo Tha Nazar Me
Dil Usme Kho Gaya Tha
Jo Socha Tak Nahi Tha
Wo Haasil Ho Gaya Tha
Manzar Jo Tha Nazar Me
Dil Usme Kho Gaya Tha
Kal Narmiya Thi Jajbat Me
Ab Dard Ki Hai Chingariya
Chingariya
Tanhaiya
Tanhaiya
Ab Humsafar Hai Tanhaiya
Kal Zindagi Ki Ham Raah The
Ab Zindagi Kahin Aur Hai
Wo Khaab Bunne Ke Lamhe The
Ye Dard Chunne Ka Daur Hai
Najdikiyo Ke Tukde Hue
To Hisse Me Aayi Hai Duriya
Duriya
Tanhaiya
Tanhaiya
Ab Humsafar Hai Tanhaiya
Tanhaiya (Female) Song Lyrics from the movie/album Hum Dum released in the year 2018 starring Anjana Sukhani, Romit Raaj. The song Tanhaiya (Female) was sung by Shreya Ghoshal. This movie/album was directed by Kushan Nandy. The music was given by Sujeet Rajesh
Share your thoughts