Taki Taki Lyrics | Himmatwala (2013) | Mika Singh, Shreya Ghoshal | Sajid-Wajid

Taki re taki re taki taki taki re

Hey taki o taki re taki taki taki re jabse tu aankh me jhanki – 2
Ho aapas me takdhin takdhin ho gaya ab kya reh gaya bakki
Taki ho taki haan taki taki taki re jabse tu aankh me jhanki
Hey taki o taki haan taki taki taki re jabse main aankh mein jhanki

Bheege bheege hothon se ha aah gore gore rang se ha aah
Lipta rahun main tere iss ang se
Ishq humara bhi, ab rang laayega hum jo mile hain toh bada maza aayega
Ho aapas me takdhin takdhin ho gaya ab kya reh gaya baki
Taki o taki ho taki taki taki re jabse main aankh mein jhanki
Hey taki ho taki re taki taki taki re jabse tu aankhon mein jhanki

Meethi meethi baaton se mujhko phansaya hai
Tune ye kaisa mera haal banaya hai
Mummy tu banegi, main daddy ban jaaunga
Ab tere baap ko naana main banaunga
(Aapas me takdhin takdhin ho gaya ab kya reh gaya baki
Taki ho taki haan taki taki taki re jabse tu aankh mein jhanki
Hey taki ho taki haan taki taki taki re jabse main aankh mein jhanki) – 2

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *