Oh... Haaye..
Do Nain Sitaare Hai Chand Sa Mukhda
Kya Kehna Uska..afreen!
Daawat Mein Jaise Ho Shahi Tukda
Uske Jaisi Na Koi Nazneen
Shaahi Joda Pehan Ke
Aayi Jo Ban Thann Ke
Wahi Toh Meri Sweetheart Hai
Sharmaaye Si Bagal Mein
Jo Baithi Hai Dulhan Ke
Wahi Toh Meri Sweetheart Hai
Shaahi Joda Pehan Ke
Aayi Jo Ban Thann Ke
Wahi Toh Meri Sweetheart Hai
Sharmaaye Si Bagal Mein
Jo Baithi Hai Dulhan Ke
Wahi Toh Meri Sweetheart Hai
Kaise Main Kahun Shukriya
Uska Mujhpe Ehsaan Hai
Naacheezon Ki Basti Mein Wo...
Jo Banke Aayi Mehmaan Hai
Lagta Hai Shaadi Ghar Mein
Uske Aane Se Jaise
Chalke Aayi Hai Khushkismati
Saari Mehfil Ki Woh Jaan Bani Hai
Kya Kehna Uska.. Afreen!
Muflis Ke Dil Ka Armaan Bani Hai
Uske Jaisi Na Koi Nazneen
Shaahi Joda Pehan Ke
Aayi Jo Ban Thann Ke
Wahi Toh Meri Sweetheart Hai
Sharmaaye Si Bagal Mein
Jo Baithi Hai Dulhan Ke
Wahi Toh Meri Sweetheart Hai
Wah Wah Ji Wah Wah
Kya Baat Hai!
Wah Wah Ji Wah Wah
Kya Baat Hai!.
Sweetheart Song Lyrics from the movie/album Kedarnath released in the year 2018 starring Sushant Singh Rajput, Sara Ali Khan. The song Sweetheart was sung by Dev Negi. This movie/album was directed by Abhishek Kapoor. The music was given by Amit Trivedi. The lyrics were Penned by Amitabh Bhattacharya. The music rights for song purely belongs to Zee Music Company
Share your thoughts