Sur Mera (MTV) Lyrics | MTV Unplugged 5 – Episode 05 | Vasu Dixit | Swarathma

Sur Mera (MTV) Lyrics | MTV Unplugged 5 – Episode 05 | Vasu Dixit | Swarathma

Sur mera kho gaya
Ab mai kya gaau
Sur mera kho gaya
Ab mai kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Sur mera kho gaya

Sur mera kho gaya
Ab mai kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Gunje wo tarana mere kal ka jo fasana
Jo sab hai purana chuppi ka wo bahana
Yado ke sire jud ke bhi puchte hai kya zamana hai
Aankh me mere aansu se bol ye kahe hai kaha
Sur mera kho gaya
Ab mai kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Sur mera kho gaya

Na ye hawa na fiza ke naam o nishan
Na jaane kyu sun ke bhi maane na
Sun ke ye sada mai chala jab
Dhoondhta raha
Sur mila tab
Maanta nahi dil bhi to
Jaanta nahi wo kehta hai
Sur mera kho gaya
Ab mai kya gaau
Taar tut gaya phir ye kya baje
Sur mera kho gaya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *