Suno Suno Hey Nar Nari Song Lyrics from the movie/album Aage Badho. The song Suno Suno Hey Nar Nari was sung by Manna Dey. The music was given by Sudhir Phadke. The lyrics were Penned by Amar Verma

Suno Suno Hey Nar Nari Lyrics

Suno Suno Hey Nar Nari
Yeh Katha Purani Hai – 3
Janak Raj Ki Beti Pyari Huyi Swaymwar Ki Tyari
Ek Dhanush Aayega Bhari – 2
Jo Bhi Uski Dor Chadaye Wahi Siya Ka Piya
Usi Ki Sita Rani Hai – 2 Yeh Katha Purani Hai

Desh Desh Ke Raja Aaye Besh Banaye
Rawan Aaya Rawan Aaya Use Dekh Raja Ghabraye

Ram Lakshman Raj Kuwar
Matwale Kuwar Matwale Kuwar Matwale
Viswamitar Guru Bhi Aaye Dadi Wale
Dekh Dekh Kar Hasta Hai
Rawan Abhimani Hai – 2
Yeh Katha Purani Hai

Hath Liye Jaimala Sita Aayi
Sita Aayi
Papi Rawan Ki Aankhe Lalchahi
Aankhe Lalchai
Sita Ne Tab Charo Aur
Nazar Daudayi Ha Nazar Daudayi
Ram Chandr Ki Chhav Naino Mein Chhayi
Naino Mein Chhayee – 2

Siya Soch Kar Man Hi Man Akulayi
Man Hi Man Akulayi Komal Tan Hai Ram
Aur Parwat Si Dhanush Uthani Hai

Komal Tan Hai Ram
Aur Parwat Si Dhanush Uthani Hai
Uthani Hai Uthani Hai Chali Hai Janki Sita
Magan Hai Niya Nayan Sharmate Hai
Aasman Se Phul Baraste Nar Nari Muskurate Hai
Ram Chandr Ko Sita Rani Ne Pahani Jai Mala
Jai Mala Ho Jai Mala
Yeh Do Haridayo Ke Madhur Milan Ki
Amar Kahani Hai
Yeh Katha Purani Hai – 2

Share your thoughts

Music director: sudhir phadke, Badho, Aage badho, Aage badho 1947, Singer: manna dey, Sudhir phadke, Madhukar apte singer: manna dey, Dilachi rani lyrics, Haripath with lyrics, Bhatukalichya khela madhali raja anik rani lyrics, Sunny phadke, Sunny phadke song, Lyrics of bhatukalichya khela madhali raja anik rani, Manna dey, Sapna chaudhary, Radha krishan bhajan, Mai khoj khoj kar haari, Main khoj khoj kar haari, Rajesh khanna, Pyari