Suno Suno Gagan Ke Taare Song Lyrics from the movie/album Jal Pari released in the year 2019 starring Ashok Kumar, Geeta Bali. The song Suno Suno Gagan Ke Taare was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Mohan Sinha. The music was given by Govind Ram. The lyrics were Penned by Ramesh Gupta

Suno Suno Gagan Ke Taare Lyrics

Suno Suno Gagan Ke Tare Suno Suno Gagan Ke Tare
Ghar Aaye Mehman Hamare Suno Suno Gagan Ke Tare
Man Kahe Mai Milne Jau Nain Kahe Sharmau
Man Kahe Mai Milne Jau Nain Kahe Sharmau
In Dono Ki Uljhan Me Mai Kaise Paw Badhau
Suno Suno Gagan Ke Tare Suno Suno Gagan Ke Tare
Ghar Aaye Mehman Hamare Suno Suno Gagan Ke Tare

Chand Se Kah Do Chupke Chupke Unko Ye Samjhaye
Chand Se Kah Do Chupke Chupke Unko Ye Samjhaye
Dekh Rahi Koi Raah Tumhari Kab Ki Aas Lagaye
Dekh Rahi Koi Raah Tumhari Kab Ki Aas Lagaye
Suno Suno Gagan Ke Tare Suno Suno Gagan Ke Tare
Ghar Aaye Mehman Hamare Suno Suno Gagan Ke Tare

Chand Sitare Kabhi Kisi Ka Nahi Sandesha Late
Chand Sitare Kabhi Kisi Ka Nahi Sandesha Late
Jinko Jinse Preet Hai Wo Khud Hi Chal Kar Aate
Jinko Jinse Preet Hai Wo Khud Hi Chal Kar Aate
Koi Taro Ko Kahe Pukare Koi Taro Ko Kahe Pukare
Hum Aaye Hai Pas Tumhare Koi Taro Ko Kahe Pukare
Hum Aaye Hai Pas Tumhare Chup Jao Gagan Ke Tare
Chup Jao Gagan Ke Tare Aa Gaye Mehman Kaha Re
Chup Jao Gagan Ke Tare

Share your thoughts

Neele gagan ke tale lyrics, Saari duniya pyari, Saari duniya pyari song, Natnagar ki hai saari leela, Natnaagar ki hai saari leela, Asha bhosle songs, Taare kitne neel gagan, Taare kitne neel gagan pe, Veer zaara song lyrics, Gunja re chandan lyrics, Lyrics of gunja re chandan, Taare kitne neel gagan pe full song, Saari duiya kare, Lyrics, Om shanti om with hindi lyrics, T-series bhakti sagar, Gunja re lyrics, Sambhal sambhal kar lyrics, Om shanti om lyrics