Suno Kaho Kaha Suna Kuchh Huva Kya Song Lyrics from the movie/album Aap Ki Kasam released in the year 2018 starring Rajesh Khanna, Mumtaz. The song Suno Kaho Kaha Suna Kuchh Huva Kya was sung by Kishore Kumar, Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by J Om Prakash. The music was given by R D Burman. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Suno Kaho Kaha Suna Kuchh Huva Kya Lyrics

Suno
Kaho
Kaha
Suna
Kuchh Huva Kya
Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi
Suno
Kaho
Are Kaha
Suna
Kuchh Huva Kya
Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi
Are Chali Hawa
Jhuki Ghata
Kuchh Huva Kya
Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Teri Kasam Yeh Dilkash Nazare Karte Hai Ishare Jo Samajhe Koi
Mere Sanam Yeh Khamosh Aankhe Bhi Karti Hai Bate Jo Samjhe Koi
Samjha Nahi Tum Samjha Do
Are Suno
Ha Kaho
Kaha
Are Suna
Kuchh Huva Kya
Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Bas Jo Chale To Subah Se Lekar Rahu Sham Tak Main Tere Sang Me
Gar Ho Sake To Main Apne Dil Par Tera Nam Likh Du Har Ek Rang Me
Bato Me Na Uljhaao
Are Suno
Ha Kaho
Ha Kaha
Suna
Kuchh Huva Kya
Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi

Achchha Kabhi Phir Bat Chhedenge Marzi Nahi Hai Tumhari Abhi
Kuchh Ho Gaya To Badi Hogi Mushkil Ke Choti Umar Hai Hamari Abhi
Main Kya Karu Batla Do
Suno
Ha Kaho
Kaha
Are Suna
Kuchh Huva Kya
Abhi To Nahi Kuchh Bhi Nahi
Are Chali Hawa
Jhuki Ghata
Kuchh Huva Kya
Zara Sa Kuchh Huwa To Hai
Zara Sa Kuchh Huwa To Hai
Zara Sa Kuchh Huwa To Hai
Zara Sa Kuchh Huwa To Hai

Share your thoughts

Kishore kumar lata mangeshkar hit songs, Kishore kumar hit songs, Lata mangeshkar songs, Kishore kumar, Lata mangeshkar, Kishore kumar romantic songs, Lata mangeshkar hits, Kishore kumar songs, Aap ki kasam songs, Lata mangeshkar kishore kumar hit songs, Kishor kumar lata mangeshkar hit songs, Kishore kumar song, Best of kishore kumar, R d burman hit songs, Aap ki kasam 1974 songs, Kishore kumar hits, Kishore kumar pyar deewana hota hai, Rajesh khanna kishore kumar songs