Ho suno husn walo ka
Humse fasana
Ho suno husn walo ka
Humse fasana
Are inhe jisne chaha hua wo diwana
Hua wo diwana
Suno husn walo ka
Humse fasana
Je humse fasana
Suno ishq walo ka
Humse fasana
Are jinhe ye mile
Us se chhuta zamana
Chhuta zamana
Suno ishq walo ka
Humse fasana
Humse fasana
Suni na kabhi darde dil ki kahani
Dil ki kahani
Sunane lagi jab
Mohabbat diwani
Mohabbat diwani

