Suno hal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno hal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno hal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Badnam kiya dunia ne mujhe
Or nam diya toh awara
Badnam kiya dunia ne mujhe
Or nam diya toh awara
Apno ne mujhe thukra bhi diya
Fir bhi mai nahi himmat hara
Maine to badhaya hath sada
Maine to badhaya hath sada
Dunia ki taraf dosti ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno hal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Gum ko bhi lagaya maine lage
Or hasta raha har muskil me
Gum ko bhi lagaya maine lage
Or hasta raha har muskil me
Samjha na kisi ne apna mujhe
Hai dag yahi mere dil me
Sikwa na kiya maine to kabhi
Sikwa na kiya maine to kabhi
Aye malik teri berukhi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Suno hal meri zindagi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
Mujhe pyar mila na kisi ka
| Movie | Chandan |
| Singer | Mukesh |
| Director | Kewal Mishra |
| Music Composer | Sonik Omi |
| Lyricist | Omkar Verma |
| Star Cast | Som Dutt, Komal, Ramesh Deo, Jay Shree T, Zeb Rehman, Dilip Dutt |

