Sunne Waalo Ek Maze Ki Baat Song Lyrics from the movie/album Naya Nasha released in the year 2015 starring Nanda, Sharad Kumar. The song Sunne Waalo Ek Maze Ki Baat was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Hari Dutt. The music was given by Sapan Chakraborty. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Sunne Waalo Ek Maze Ki Baat Lyrics

Sunne Waalo Ek Maze Ki Baat Suniye
Ek Romantic Picture Dekhkar
Main Ghar Aa Raha Thha
Raaste Mein R D Burman Ka
Ek Gaana Gaa Raha Thha
Ke Achaanak Wo Mil Gayi

Ek Ladki Le Gayi Dil
De Gayi Wo Dhokha
Wo Deewaani Ek Na Maani
Laakh Maine Roka
Ek Ladki Le Gayi Dil
De Gayi Wo Dhokha
Wo Deewaani Ek Na Maani
Laakh Maine Roka

Is Shahar Ki Har Ek Sadak Par
Maine Usko Dhoondha
Us Haseen Ka Jaldi Mein Maine
Naam Bhi Na Poochhaa
Is Shahar Ki Har Ek Sadak Par
Maine Usko Dhoondha
Us Haseen Ka Jaldi Mein Maine
Naam Bhi Na Poochhaa
Aise Aayi Aise Gayi
Jaise Hawa Ka Jhonka
Wo Deewaani Ek Na Maani
Laakh Maine Roka Ek Ladki Le Gayi Dil
De Gayi Wo Dhokha Wo Deewaani
Ek Na Maani Haa Laakh Maine Roka

Kar Saka Na Main Apne
Dil Ki Baat Usse Koi
Isse Pehle Ki Main Sambhalta
Bheed Mein Wo Khoyi
Kar Saka Na Main Apne
Dil Ki Baat Usse Koi
Isse Pehle Ki Main Sambhalta
Bheed Mein Wo Khoyi
Ab Na Jaane Phir Kab Milega
Ye Sunehri Mauqa Haa
Wo Deewaani Ek Na Maani
Laakh Maine Roka
Ek Ladki Le Gayi Dil
De Gayi Wo Dhokha
Wo Deewaani Ek Na Maani
Laakh Maine Roka

Apne Dil Ke Khoney Ka
Mujhko Gham Na Itna Hota
Ghar Pahunchke Main Raat
Saari Baith Ke Na Rota
Apne Dil Ke Khoney Ka
Mujhko Gham Na Itna Hota
Ghar Pahunchke Main Raat
Saari Baith Ke Na Rota
Saath Dil Ke Haay Le Gayi Wo
Note Bhi Ek Sau Ka Haa
Wo Deewaani Ek Na Maani
Laakh Maine Roka
Ek Ladki Le Gayi Dil
De Gayi Wo Dhokha
Wo Deewaani Ek Na Maani
Laakh Maine Roka.

Share your thoughts

Kishore kumar, Sarat chandra chattopadhyay movies, Mithun chakraborty jackie shroff movie, Mithun chakraborty movies full, Mithun chakraborty movies full 1997, Ramya krishna movies in hindi, Kaala patthar, Kaala patthar movie songs, Harsha mehra songs, Pori tujhe nadan, Girlfriend nastana new marathi song, Dharmendra songs armaan kohli songs, Girlfriend nastana marathi song, Kala patthar film ke gane, Naya nasha|hindi|1973-01-01, Bunny, Shraddha pawar songs