Sunaye kisko afsana kisi par dil hai diwana
Shama pe jaise parwana hame aata hai mar jana
Sunaye kisko afsana
Ab teri khushi me meri khushi hai
Ab teri khushi me meri khushi hai
Kya jindagi hai kya jindagi hai
Dard nishani teri dard nishani teri pati rahi hai
Kya jindagi hai kya dillagi hai
Juba pe kuch bhi na lana yuhi chupke se jal jana
Tumhe aata hai tadpana hame aata hai mar jana
Sunaye kisko afsana
Ab tere liye hum utha rahe gum
Ab tere liye hum utha rahe gum
Dil ko jalake dil ko jalake jo bhi kaha hai tumne
Jo bhi kaha hai tumne wo hamne mana hai
Khud ko mitake khud ko mitake
Bhala kyu gum se ghabrana ye dil hai tera najrana
Tumhe aata hai tadpana hame aata hai mar jana
Sunaye kisko afsana

