Kaali Kaali Khali Raton Se
Hone Lagi Hai Dosti
Khoya Khoya In Rahon Mein
Ab Mera Kuch Bhi Nahin
Har Pal Har Lamha
Main Kaise Sehta Hoon
Har Pal Har Lamha
Main Khudse Ye Kehta Rehta Hoon
Aaj Khamoshiyon Se
Aa Rahi Hai Sada
Dhadkane Hai Deewani
Dil Bhi Kuch Keh Raha Hai
Sunn Zara Soniye Sunn Zara
Sunn Zara Soniye Sunn Zara
Teri Yaadon Mein Likhe Jo
Lafz Dete Hai Sunayi
Beete Lamhe Puchte Hai
Kyun Huye Aise Judaa, Khuda
Khuda Mila Jo Yeh Faasla Hai
Khuda Tera Hi Ye Faisla Hai
Khuda Hona Tha Woh Ho Gaya
Jo Tune Tha Likha
Khoya Khoya In Rahon Mein
Ab Mera Kuch Bhi Nahin
Har Pal Har Lamha
Main Kaise Sehta Hoon
Har Pal Har Lamha
Main Khudse Ye Kehta Rehta Hoon
Sunn Zara Soniye Sunn Zara
Sunn Zara Soniye Sunn Zara
Aaj Khamoshiyon Se
Aa Rahi Hai Sada
Dhadkane Hai Deewani
Dil Bhi Kuch Keh Raha Hai
Sun Zara Tujhe Bhula Diya Song Lyrics from the movie/album T-Series Mixtape released in the year 2017. The song Sun Zara Tujhe Bhula Diya was sung by Shaan, Shruti Pathak. The music was given by Abhijit Vaghani. The lyrics were Penned by Kumaar, Sameer, Vishal Dadlani. The music rights for song purely belongs to T Series
Share your thoughts