Sun Sun Sun Mera Yaar Song Lyrics from the movie/album Jawani Zindabad released in the year 2016 starring Aamir Khan, Farha Naaz. The song Sun Sun Sun Mera Yaar was sung by Amit Kumar, Kavita Krishnamurthy. This movie/album was directed by Arun Bhatt. The music was given by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav. The lyrics were Penned by Sameer. The music rights for song purely belongs to Venus

Sun Sun Sun Mera Yaar Lyrics

Sun Sun Sun Mere Yaar
Masti Ke Din Hain Char
Sun Sun Sun Mere Yaar
Masti Ke Din Hain Char
Nach Aur Gakar Dhum
Machakar Hath Milakar
Bol Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Sun Sun Sun Mere Yaar
Masti Ke Din Hain Char
Nach Aur Gakar Dhum
Machakar Hath Milakar
Bol Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad

Roke Na Rukegi Dariya Ki Ravani
Jake Phir Na Aaye Do Din Ki Jawani
Roke Na Rukegi Dariya Ki Ravani
Jake Phir Na Aaye Do Din Ki Jawani
Jab Tak Hai Ye Dil Jawa
Moz Mana Le Tu Yaha
Ye Madhoshi Ye Shama
Hath Mein Aaye Phir Kaha
Isiliye To Kahti Hoon
Nach Aur Gakar Dhum
Machakar Josh Mein Aakar
Bol Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Sun Sun Sun Mere
Yaar Masti Ke Din Hain Char
Nach Aur Gakar Dhum
Machakar Hath Milakar
Bol Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad

Aage Hai Jawani
Pichhe Hain Zamana
Aaja Likh Dale Dil Ka Afsana
Aage Hai Jawani
Pichhe Hain Zamana
Aaja Likh Dale Dil Ka Afsana
Mosam Hai Ye Pyar Ka
Wade Ka Ikrar Ka
Waqt Nahin Takrar Ka
Sath Mila Dildar Ka
Isiliye To Kahta Hoon
Nach Aur Gakar Dhum
Machakar Dil Lagakar
Bol Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Sun Sun Sun Mere Yaar
Masti Ke Din Hain Char
Nach Aur Gakar Dhum
Machakar Hath Milakar
Bol Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad
Jawani Zindabad.

Share your thoughts

Kavita krishnamurthy songs, Jawani zindabad, Anand milind songs, Aamir khan movies, Anand bakshi songs, Kumar gaurav hit songs, Aamir khan, Aamir khan songs, Kumar gaurav songs, One night stand, Aage pyaar piche pyaar, Aage pyaar peeche pyaar, Mithun chakraborthy, Suraj mithun chakraborty, Sardaar gabbar singh, Aage pyar piche pyar hindi song, Andaz apna apna, Sadhana sargam songs, Govinda govinda, Jeete hain shaan se, Udit narayan hit songs, Anuradha paudwal songs