Sun Re Saajan Sun (Mera Naram Karejwa Dol Gaya) Lyrics | Arzoo | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Sun Re Saajan Sun (Mera Naram Karejwa Dol Gaya) Lyrics | Arzoo | Lata Mangeshkar | Anil Biswas

Sun re sajan sun
Sun man ki batiya re
Naino ko bhaaye gayili tori suartiya
Mera naram karejwa dol gaya
Koi pyar ki boli bol gaya
Mera naram karejwa dol gaya

Chhup chhup ke koi aata hai
Aur prem ki bansi bajata hai
Chhup chhup ke koi aata hai
Aur prem ki bansi bajata hai
Mera naram karejwa dol gaya
Nas nas me amrit ghol gaya
Mera naram karejwa dol gaya

Tan man ki sudh budh kho baithi
Main aaj kisi ki ho baithi
Main aaj kisi ki ho baithi
Koi nainan se dil taul agya
Mera naram karejwa dol gaya
Koi nainan se dil taul agya
Mera naram karejwa dol gaya

Mohe ankhiyo ne badnam kiya
Mohe ankhiyo ne badnam kiya
Meri preet ka charcha aam kiya
Meri preet ka charcha aam kiya
Koi laaj ka ghunghat khol gaya
Mera naram karejwa dol gaya

Movie Arzoo
Singer Lata Mangeshkar
Director Shahid Lateef
Music Composer Anil Biswas
Lyricist Prem Dawan
Star Cast Dilip Kumar, Kamini Kaushal, Arif, Gope, Cuckoo, Neelam, Satyen Bose, Shashikala, Seeta Bose, Kamlakar, Chanda, Zaidi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *