Sun Meri Jan Lyrics | Pyar Ki Dastan | Suman Kalyanpur, Talat Mahmood | Shaukat Dehlvi Nashad

Sun Meri Jan Lyrics | Pyar Ki Dastan | Suman Kalyanpur, Talat Mahmood | Shaukat Dehlvi Nashad

Sun le meri jaan kah rahi zubaa
Sun le meri jaan kah rahi zubaa
Pyar ki dastaan ho pyar ki dataa
Maine sun liya dil ne chun liya
Maine sun liya dil ne chun liya
Tum ko meherbaan ho tum ko meherbaan
Maine sun liya

Rahe ye haath haath me na chute umar bhar
Rahe ye haath haath me na chute umar bhar
Na chute umar bhar na khatm ho hamare
Pyar ka safar pyar ka safar
Ruke na dilruba chale yunhi sada
Ruke na dilruba chale yunhi sada apna karva
Ho apna karva sun le meri jaan

Kadam kadam pe dega gam zaman chah me
Kadam kadam pe dega gam zaman chah me
Zaman chah me jeet jayenge hum
Vafa ki rah me vafa ki raah me
Ye vada pyaar ka na dena tum bhula
Ye vada pyaar ka na dena tum bhula
Mere passba mere passba
Maine sun liya

Gavah asman hai aur ye zami hai
Gavah asman hai aur ye zami hai
Ye zami hai daga na doge tum kabhi
Mujhe yakeen hai mujhe yakeen hai
Kasam teri sanam juda na honge hum
Kasam teri sanam juda na honge hum
Jeete jee yaha ho jeete jee yaha

Sun le meri jaan kah rahi zubaa
Sun le meri jaan kah rahi zubaa
Pyar ki dastaan ho pyar ki dataa

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *